This song “Aaya Re Toofan (आया रे तूफान)” is from the movie Chhaava (2025) is sung by A. R. Rahman & Vaishali Samant. The song lyrics are written by Irshad Kamil & Kshitij and song composed by A. R. Rahman.
आया रे तूफान Lyrics
हे नरसिंह येह
रग रग में रग रग मैं रे तूफ़ान
युग जागे जागे हां
जागे जागे ऐसा लाया रे तूफान
भगवे की शान में चमका आसमान
आया आया आया रे तूफान
एक आँख में पानी और एक में अरमान
आया आया आया रे तूफान
हे नरसिंह येह
रग रग में रग रग मैं रे तूफ़ान
ओ आओ विराजो आओ विराजो
शम्भु राजा आओ अधिराजो
सेवा को है सिंहासन
देवो का ये आसन
जिम्मेदारी भरा जो
सेवा भरा जो
हे नरसिंह येह
रग रग में रग रग मैं रे तूफ़ान
भूपति भूपति देवा
भगवती भगवती देवा
बलवती बलवती देवा
दलपति दलपति देवा
Aaya Re Toofan Hindi Lyrics
Hai narsingh yeh
Rag rag mein rag rag main re toofan
Yug jaage jaage haan
Jaage jaage aisa laaya re toofan
Bhagwe ki shaan mein chamka aasmaan
Aayaa aayaa aayaa re toofan
Ek aankh mein paani aur ek mein armaan
Aayaa aayaa aayaa re toofan
Hai narsingh yeh
Rag rag mein rag rag main re toofan
O aao virajo aao virajo
Shambhu raja aao adhirajo
Seva ko hai sinhaasan
Devo ka ye aasan
Zimmedari bhara jo
Seva bhara jo
Hai narsingh yeh
Rag rag mein rag rag main re toofan
Bhoopati bhoopati deva
Bhagwati bhagwati deva
Balwati balwati deva
Dalpati dalpati deva
Watch it on YouTube: आया रे तूफान
| Song Name | Aaya Re Toofan |
|---|---|
| Album / Movie | Chhaava – छावा |
| Star Cast | Vicky Kaushal, Rashmika Mandanna |
| Singer | A. R. Rahman & Vaishali Samant |
| Music Director | A. R. Rahman |
| Lyrics By | Irshad Kamil & Kshitij |
| Music Label | Sony Music India |